gahraiyon ka KHauf
bahut āsāñ nazar aayā
hameñ us roz apnā pāniyoñ par tairte rahnā
kisī ne jab kahā gahrā.iyoñ meñ Duub kar dekho
ki andar kyā hai
to ham Dar kar samundar ke kināre kī taraf lapke
bahut aasan nazar aaya
hamein us roz apna paniyon par tairte rahna
kisi ne jab kaha gahraiyon mein Dub kar dekho
ki andar kya hai
to hum Dar kar samundar ke kinare ki taraf lapke
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.