gaurayya
bahut samay kī baat hai bhayyā
nannhī sī thī ek chirayyā
idhar-udhar uḌtī rahtī thī
use sabhī kahte gaurayyā
thī vo behad bholī-bhālī
jaise allah miyāñ kī gayyā
khoje har dam daanā dunkā
chhīne bachchoñ se vo layyā
kachchī chhat meñ chhappar nīche
kaaTe apnī jīvan nayyā
bachche us ke londe būñde
maañs ke TukḌe jaise bhayyā
bahut samay ki baat hai bhayya
nannhi si thi ek chirayya
idhar-udhar uDti rahti thi
use sabhi kahte gaurayya
thi wo behad bholi-bhaali
jaise allah miyan ki gayya
khoje har dam dana dunka
chhine bachchon se wo layya
kachchi chhat mein chhappar niche
kaTe apni jiwan nayya
bachche us ke londe bunde
mans ke TukDe jaise bhayya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.