Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ghuTan

Saima Khairi

ghuTan

Saima Khairi

MORE BYSaima Khairi

    duur tak fazāoñ meñ

    jab ghuTan pahra ho

    zard-rū bagūle hoñ

    munjamid dariyā ho

    peḌ sūkhe sūkhe hoñ

    phuul meñ jalte hoñ

    sab makān vīrāñ hoñ

    shahr suunā suunā ho

    jab bhī aisā mausam ho

    mujh ko yaad kar lenā

    khilkhilāte sāvan

    kuchh ḳhayāl kar lenā

    dur tak fazaon mein

    jab ghuTan ka pahra ho

    zard-ru bagule hon

    munjamid sa dariya ho

    peD sukhe sukhe hon

    phul lu mein jalte hon

    sab makan viran hon

    shahr suna suna ho

    jab bhi aisa mausam ho

    mujh ko yaad kar lena

    khilkhilate sawan ka

    kuchh KHayal kar lena

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now