grahan aur insan
vo sūraj raushnī kā hai jo maḳhzan
huā tārīk jab garhan meñ aaya
na jaane kaise kaise garhanoñ kā
añdherā ibn-e-ādam par bhī chhāyā
magar insān kā nūr-e-basīrat
kisī garhan se zaa.il ho na paayā
wo suraj raushni ka hai jo maKHzan
hua tarik jab garhan mein aaya
na jaane kaise kaise garhanon ka
andhera ibn-e-adam par bhi chhaya
magar insan ka nur-e-basirat
kisi garhan se zail ho na paya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.