Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gunahon ki dhund

Farhat Ehsas

gunahon ki dhund

Farhat Ehsas

MORE BYFarhat Ehsas

    apnī duāoñ ke zaḳhmī pairoñ se

    chaltā jaatā huuñ

    aur ye kāñTe-dār rāsta

    us vīrān masjid tak jaatā hai

    jis ke tamām gumbad o mehrāb

    mere gunāhoñ dhund meñ

    Duube hue haiñ

    apni duaon ke zaKHmi pairon se

    chalta jata hun

    aur ye kanTe-dar rasta

    us viran masjid tak jata hai

    jis ke tamam gumbad o mehrab

    mere gunahon ki dhund mein

    Dube hue hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now