gurez
kis qadar ajiib hai
dekhtā nahīñ mujh ko
boltā nahīñ mujh se
maiñ jo baat kartī huuñ
an-sunī sī kartā hai
duur duur rahtā hai
jaane kis se Dartā hai
be-ḳhabar hai vo lekin
yuuñ gurez karne se
rāste badalne se
kaun dil se niklā hai
kis qadar ajib hai
dekhta nahin mujh ko
bolta nahin mujh se
main jo baat karti hun
an-suni si karta hai
dur dur rahta hai
jaane kis se Darta hai
be-KHabar hai wo lekin
yun gurez karne se
raste badalne se
kaun dil se nikla hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.