ghussaila parinda ek din use kha jaega
ik maujūd maiñ
ḳhauf kā
behad raat samundar
chhal-chhal chhalke
nā-maujūd kī
ik mauhūm sī
raushan machhlī
phaḌke ubhre Duube
ek ġhussaile sach kā
be-rañg taa.ir
nā-mālūm se
nā-mālūm talak
apne par phailā.e
saa.eñ saa.eñ
us par jhapTe
nannhī machhlī
kab tak ḳhud ko bachā.e
ek maujud main
KHauf ka
behad raat samundar
chhal-chhal chhalke
na-maujud ki
ek mauhum si
raushan machhli
phaDke ubhre Dube
ek ghussaile sach ka
be-rang tair
na-malum se
na-malum talak
apne par phailae
saen saen
us par jhapTe
nannhi machhli
kab tak KHud ko bachae
- Book : Quarterly Tasteer Lahore (Pg. 120)
- Author : Naseer Ahmed Nasir
- Publication : Roon No.1 1st Floor, Awan Palaza, Shadman Market (Vo.1 Issue2 Oct to Dec1997)
- Edition : Vo.1 Issue2 Oct to Dec1997
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.