Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hairat

MORE BYMohammad Ahmad

    ek bastī tamāsh-bīnoñ

    ik hujūm

    izhdihām logoñ

    dekh mere tan-e-barahna ko

    hañstā hai

    qahqahe lagātā hai

    aur maiñ shashdar huuñ

    dekh kar un ko

    sab ke sab log haiñ barhana-tan

    ek basti tamash-binon ki

    ek hujum

    izhdiham logon ka

    dekh mere tan-e-barahna ko

    hansta hai

    qahqahe lagata hai

    aur main shashdar hun

    dekh kar un ko

    sab ke sab log hain barhana-tan

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now