hum apne aap se kitne ziyaada hain
hamāre zehn kī is arsh-paimā.ī ke kyā kahne
ham apne zehn ke baare meñ jab bhī sochte haiñ
magar ye bhī to socho zehn ke baare meñ kis se sochte haiñ
kyā hamārā zehn hī faa.el bhī hai aur munfa.il bhī
ham ko ye mahsūs hotā hai
ham apne aap se kitne ziyāda haiñ
hamare zehn ki is arsh-paimai ke kya kahne
hum apne zehn ke bare mein jab bhi sochte hain
magar ye bhi to socho zehn ke bare mein kis se sochte hain
kya hamara zehn hi fael bhi hai aur munfail bhi
hum ko ye mahsus hota hai
hum apne aap se kitne ziyaada hain
- Book : Shakh-e-Zaryab (Pg. 64)
- Author : tahsiin firaaqii
- Publication : Haji Haneef Printers Lahore (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.