hum kaamyab honge
schōl chiiz kyā hai
is maktab-e-jahāñ meñ
paḌh likh ke zindagī ke
har ek imtihāñ meñ
ham kāmyāb hoñge
baḌhnā hai siina taane
muskil-tarīn rah par
jīvan ke har safar meñ
himmat ke saath chal kar
ham kāmyāb hoñge
kaisī bhī āñdhiyāñ hoñ
in āñdhiy.oñ ke aage
azm-e-junūñ se apne
raushan charāġh kar ke
ham kāmyāb hoñge
school chiz kya hai
is maktab-e-jahan mein
paDh likh ke zindagi ke
har ek imtihan mein
hum kaamyab honge
baDhna hai sina tane
muskil-tarin rah par
jiwan ke har safar mein
himmat ke sath chal kar
hum kaamyab honge
kaisi bhi aandhiyan hon
in aandhiyon ke aage
azm-e-junun se apne
raushan charagh kar ke
hum kaamyab honge
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.