humse dur
jañgal jañgal bhaTak rahā hai
aadhī raat kā chāñd
dariyā dariyā DhūñDh rahī hai jaane kis ko raat
shāyad koī jhoñkā tum ko le utre us paar
jañgal hai ābād
aur kisī kuTiyā meñ raushan
mil jaa.eñ vo ḳhvāb
lekin tum ko dekh rahā hai
jañgal ke mañjdhār
is jañgal se nikle bhī to
jañgal hai us paar
jangal jangal bhaTak raha hai
aadhi raat ka chand
dariya dariya DhunDh rahi hai jaane kis ko raat
shayad koi jhonka tum ko le utre us par
jangal hai aabaad
aur kisi kuTiya mein raushan
mil jaen wo KHwab
lekin tum ko dekh raha hai
jangal ke manjdhaar
is jangal se nikle bhi to
jangal hai us par
- Book : Pakistani Adab (Pg. 221)
- Author : Dr. Rashid Amjad
- Publication : Pakistan Academy of Letters, Islambad, Pakistan (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.