Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

haqiqat

Abrar Azmi

haqiqat

Abrar Azmi

MORE BYAbrar Azmi

    raat nukīlī aa.ī hai

    kamre meñ tanhā.ī hai

    sannāTā bhī mahv-e-ḳhvāb hai

    yaad kisī aa.ī hai

    din ke hangāme achchhe the

    sadā kahīñ se aa.ī hai

    lekin raat to aatī hai

    raat nukili aai hai

    kamre mein tanhai hai

    sannaTa bhi mahw-e-KHwab hai

    yaad kisi ki aai hai

    din ke hangame achchhe the

    sada kahin se aai hai

    lekin raat to aati hai

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now