Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hawa ka ruKH jo badal gaya hai

Tariq Qamar

hawa ka ruKH jo badal gaya hai

Tariq Qamar

MORE BYTariq Qamar

    vo jis havā ne chhuā thā is ko

    usī meñ maiñ ne bhī saañs thī

    vo zindagī thī

    vo shā.irī thī

    havā ruḳh jo badal gayā hai

    to ye huā hai

    na zindagī hai

    na shā.irī hai

    wo jis hawa ne chhua tha is ko

    usi mein main ne bhi sans li thi

    wo zindagi thi

    wo shairi thi

    hawa ka ruKH jo badal gaya hai

    to ye hua hai

    na zindagi hai

    na shairi hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now