hindi aur urdu
hindī kī ik bahan hai urdu hai naam jis kā
jis ne kahā ġhalat hai ye ek hī hai naarī
shalvār aur jampar pahnā kabhī jo is ne
shervānī vaale bole urdu zabāñ hamārī
'asrār' jānte ho dhotī pahanñe vaale
hindī kaheñ usī ko pahnī jo us ne saarī
merā paiġhām masarrat hai jahāñ tak pahuñche
hindi ki ek bahan hai urdu hai nam jis ka
jis ne kaha ghalat hai ye ek hi hai nari
shalwar aur jampar pahna kabhi jo is ne
sherwani wale bole urdu zaban hamari
'asrar' jaante ho dhoti pahanne wale
hindi kahen usi ko pahni jo us ne sari
mera paigham masarrat hai jahan tak pahunche
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.