Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hiran ki chaukDi

Mateen Achalpuri

hiran ki chaukDi

Mateen Achalpuri

MORE BYMateen Achalpuri

    bāñke hiran chaukḌī

    nāzuk badan chaukḌī

    kyā aañkh hai

    kyā kaan hai

    albelī us shaan hai

    sāñche ratan chaukḌī

    bāñke hiran chaukḌī

    kiyā valvala

    kyā josh hai

    kyā ban ban

    mad.hosh hai

    mushk-e-ḳhutan chaukḌī

    bāñke hiran chaukḌī

    ḳhāmosh bhī

    ik bol hai

    manzar ye kyā

    anmol hai

    jangal ke dhan chaukḌī

    bāñke hiran chaukḌī

    banke hiran ki chaukDi

    nazuk badan ki chaukDi

    kya aankh hai

    kya kan hai

    albeli us ki shan hai

    sanche ratan ki chaukDi

    banke hiran ki chaukDi

    kiya walwala

    kya josh hai

    kya ban ka ban

    madhosh hai

    mushk-e-KHutan ki chaukDi

    banke hiran ki chaukDi

    KHamosh bhi

    ek bol hai

    manzar ye kya

    anmol hai

    jangal ke dhan ki chaukDi

    banke hiran ki chaukDi

    Source :

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now