Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husn manzar mein nahin hai

Naeem Zarrar Ahmad

husn manzar mein nahin hai

Naeem Zarrar Ahmad

MORE BYNaeem Zarrar Ahmad

    husn manzar meñ kahāñ hai

    ye hamāre man āñkhoñ meñ kahīñ hai

    man āñkheñ khul sakeñ jo

    to har ik manzar hasīñ hai

    husn manzar meñ nahīñ hai

    husn manzar mein kahan hai

    ye hamare man ki aankhon mein kahin hai

    man ki aankhen khul saken jo

    to har ek manzar hasin hai

    husn manzar mein nahin hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now