iblagh
ġham kāñTe kī nok se phūTā
lafz babūl kī shāḳh se utre
hairāñ huuñ maiñ
lafz likhūñ yā
shāḳh se koī ḳhaar chunūñ aur
kāġhaz ke siine meñ chubho duuñ
gham kanTe ki nok se phuTa
lafz babul ki shaKH se utre
hairan hun main
lafz likhun ya
shaKH se koi KHar chunun aur
kaghaz ke sine mein chubho dun
- Book : sargoshiyan zamanon ki (Pg. 53)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.