idrak
jism se ruuh ke fāsle tai karo
roz-o-shab in ḳhalāoñ meñ uḌte raho
aur phir
jab samundar meñ girne lago
to kaho
chāñd sūraj sitāre
zamīñ āsmāñ
mere apne badalte hue naam haiñ
har jagah maiñ huuñ
mere sivā
kuchh nahīñ
jism se ruh ke fasle tai karo
roz-o-shab in KHalaon mein uDte raho
aur phir
jab samundar mein girne lago
to kaho
chand suraj sitare
zamin aasman
mere apne badalte hue nam hain
har jagah main hun
mere siwa
kuchh nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.