idrak
maiñ bahut der se khaḌā yuñhī
jaane kyā tak rahā thā sāhil par
sard jhoñke havā ke chupke se
aa ke Takrā.e jism se mere
mujh ko mahsūs ye huā us dam
jaise kuchh likh ga.e hoñ mere liye
the bahut log yuuñ to sāhil par
sirf maiñ hī magar udaas sā thā
main bahut der se khaDa yunhi
jaane kya tak raha tha sahil par
sard jhonke hawa ke chupke se
aa ke Takrae jism se mere
mujh ko mahsus ye hua us dam
jaise kuchh likh gae hon mere liye
the bahut log yun to sahil par
sirf main hi magar udas sa tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.