ek aawaz
ye kaisī āvāz aa rahī hai
vo rāste jin pe tum ravāñ ho
tumhārī manzil vahāñ kahāñ hai
zarā suno ḳhush-gumān logo
zamīn se āsmāñ kā rishta na TuuT jaa.e
jo ye huā to zamīñ na hogī
phir is se aage azaab mausam kī saltanat hai
tamām manzar dhuāñ dhuāñ hai
ye kaisi aawaz aa rahi hai
wo raste jin pe tum rawan ho
tumhaari manzil wahan kahan hai
zara suno KHush-guman logo
zamin se aasman ka rishta na TuT jae
jo ye hua to zamin na hogi
phir is se aage azab mausam ki saltanat hai
tamam manzar dhuan dhuan hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.