ek be-kashish nazm
pahle kashish aurat meñ thī
phir kashish lafzoñ meñ thī
ab lafz-e-aurat be-kashish
lahroñ tak zamīn-o-āsmāñ ko dekhte haiñ
kā.enātī silsiloñ meñ
silsila vo DhūñDte haiñ
jo hameñ vīrān kar ke jā chukā hai
pahle kashish aurat mein thi
phir kashish lafzon mein thi
ab lafz-e-aurat be-kashish
lahron tak zamin-o-asman ko dekhte hain
kaenati silsilon mein
silsila wo DhunDte hain
jo hamein viran kar ke ja chuka hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.