ek harf-e-fasurda dagh mein hai
ik harf-e-fasurda daaġh meñ hai
ik baat bujhe charāġh meñ hai
ik naam lahū kī gardishoñ meñ
tūfān meñ Doltā safīna
Duube na bhañvar ke paar utre
ik shaam ki jis ke bām-o-dar ko
haarī huī sub.h se shikāyat
rūThe hue chāñd kī tamannā
ik rāh-navard jo ye chāhe
paañv na had-e-vafā se nikle
sar se na safar kā baar utre
ek harf-e-fasurda dagh mein hai
ek baat bujhe charagh mein hai
ek nam lahu ki gardishon mein
tufan mein Dolta safina
Dube na bhanwar ke par utre
ek sham ki jis ke baam-o-dar ko
haari hui subh se shikayat
ruThe hue chand ki tamanna
ek rah-naward jo ye chahe
panw na had-e-wafa se nikle
sar se na safar ka bar utre
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.