ek khilaune ki tarah
ik khilaune kī tarah
chāhatoñ kī beḌī ke zor par
rote baabā logoñ ko
manāyā thā hañsāyā thā
kal vo jin ko ham ne apne pairoñ se chalāyā thā
hāthoñ se uThāyā thā
āñkhoñ se dikhāyā thā
aaj un kī uñgliyāñ pakaḌ ke chal rahe haiñ ham
ek khilaune ki tarah
chahaton ki beDi ke zor par
rote baba logon ko
manaya tha hansaya tha
kal wo jin ko hum ne apne pairon se chalaya tha
hathon se uThaya tha
aankhon se dikhaya tha
aaj un ki ungliyan pakaD ke chal rahe hain hum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.