Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

iltija

Nighat Sahiba

iltija

Nighat Sahiba

MORE BYNighat Sahiba

    ham vo nahīñ jo tum samajhte ho

    ham vo haiñ jo tum nahīñ samajhte

    ham laash ke muñh pe apnī nazm miTTī Dālte haiñ

    aur chain se so jaate haiñ

    sub.h uTh kar kaam talāsh meñ nikalte haiñ

    hameñ aise mat dekho

    jaise sūkhī ghaas bādal ko dekhtī hai

    hameñ aise dekho

    jaise marne vaalā gor-kan ko dekhtā hai

    hum wo nahin jo tum samajhte ho

    hum wo hain jo tum nahin samajhte

    hum lash ke munh pe apni nazm ki miTTi Dalte hain

    aur chain se so jate hain

    subh uTh kar kaam ki talash mein nikalte hain

    hamein aise mat dekho

    jaise sukhi ghas baadal ko dekhti hai

    hamein aise dekho

    jaise marne wala gor-kan ko dekhta hai

    related content

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now