Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

imkan

Shahid Aziz

imkan

Shahid Aziz

MORE BYShahid Aziz

    agar tum dekh sakte ho

    to ye dekho

    ki sūraj kaise ugtā hai

    agar tum soch sakte ho

    to ye socho

    ki din kaise guzartā hai

    agar imkān ho is

    ki tum ik din

    samundar paar kar loge

    to merī justujū meñ

    duur tak aao

    añdheroñ meñ utar jaao

    agar tum dekh sakte ho

    to ye dekho

    ki suraj kaise ugta hai

    agar tum soch sakte ho

    to ye socho

    ki din kaise guzarta hai

    agar imkan ho is ka

    ki tum ek din

    samundar par kar loge

    to meri justuju mein

    dur tak aao

    andheron mein utar jao

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now