inhidam
kachchī dīvār
aur kachchā makān
kachchī miTTī kā ye ajab insān
nazr hotā hai bārishoñ kī ye
is ko sailāb khā ke jaatā hai
kachchī dīvār
aur kachchā makān
kachchī miTTī kā ye ajab insān
ek din thak ke chuur hotā hai
zaat se apnī duur hotā hai
kachchi diwar
aur kachcha makan
kachchi miTTi ka ye ajab insan
nazr hota hai barishon ki ye
is ko sailab kha ke jata hai
kachchi diwar
aur kachcha makan
kachchi miTTi ka ye ajab insan
ek din thak ke chur hota hai
zat se apni dur hota hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.