intizar
ek nākām sī ummīd liye
roz kartā huuñ intizār tirā
aur ik lafz nā-umīdī kā
thaam letā hai aa ke haath mirā
aur kahtā hai mujh se chupke se
ab na aa.egā koī kis ke liye
kyoñ sajā.e hue hai ye mahfil
ek nakaam si ummid liye
roz karta hun intizar tera
aur ek lafz na-umidi ka
tham leta hai aa ke hath mera
aur kahta hai mujh se chupke se
ab na aaega koi kis ke liye
kyon sajae hue hai ye mahfil
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.