Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is ke baad

Shahram Sarmadi

is ke baad

Shahram Sarmadi

MORE BYShahram Sarmadi

    is vīrān khañDar par

    likhī huī haiñ jo tahrīreñ

    maiñ in ko paḌh saktā huuñ

    in ke mā'nī samajh saktā huuñ

    lekin is ke baa'd

    kyā koī mujh ko paḌhā karegā

    mere mā'nī samajh sakegā

    is viran khanDar par

    likhi hui hain jo tahriren

    main in ko paDh sakta hun

    in ke ma'ni samajh sakta hun

    lekin is ke ba'd

    kya koi mujh ko paDha karega

    mere ma'ni samajh sakega

    Source :
    • Book : Kitab Gumrah Kar Rahi Hai (Pg. 96)
    • Author :Shahram Sarmadi
    • Publication : Rekhta Publications (2018)
    • Edition : First
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now