Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq

MORE BYJayant Parmar

    shaam ke dhuñdle saa.e meñ

    imlī ke ik peḌ ke nīche

    merī peshānī pe likkhā thā tum

    apne surḳh laboñ naam

    saare badan meñ

    sitār ke tāroñ ne chheḌā ik naġhma

    vahī naam ab

    mere lahū tañg galī meñ gaane lagā hai!

    sham ke dhundle sae mein

    imli ke ek peD ke niche

    meri peshani pe likkha tha tum

    apne surKH labon ka nam

    sare badan mein

    sitar ke taron ne chheDa ek naghma

    wahi nam ab

    mere lahu ki tang gali mein gane laga hai!

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now