Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jaana-pahchana ajnabi

Akbar Hyderabadi

jaana-pahchana ajnabi

Akbar Hyderabadi

MORE BYAkbar Hyderabadi

    chaar shanāsā dīvāroñ meñ

    ik anjānā kamra

    aur anjāne kamre meñ

    ik anjān shanāsā maiñ

    dīvāroñ se mukālima

    nā-mumkin

    apne-āp se bāteñ karnī bhī mushkil

    chaar shanāsā dīvāreñ to

    merā partav

    merā aks

    aur inhī saaya maiñ

    chaar shanasa diwaron mein

    ek anjaana kamra

    aur anjaane kamre mein

    ek anjaan shanasa main

    diwaron se mukalima

    na-mumkin sa

    apne-ap se baaten karni bhi mushkil

    chaar shanasa diwaren to

    mera partaw

    mera aks

    aur inhi ka saya main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now