jhukta aasman
apnī āñkhoñ meñ vus'ateñ le ke
apnī mizhgāñ pe chāhateñ likh kar
koī maañ aaj apne bachche ko
chūmtī jab hai be-qarārī se
sochtī huuñ ki kaun kahtā hai
āsmāñ nahīñ jhuktā
apni aankhon mein wus'aten le ke
apni mizhgan pe chahaten likh kar
koi man aaj apne bachche ko
chumti jab hai be-qarari se
sochti hun ki kaun kahta hai
aasman nahin jhukta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.