jin
bachpan meñ būḌhoñ se sunā thā
kuchh logoñ par jin aate haiñ
jo un ko bhagā.e phirte haiñ
vo jo kuchh bhī kahte haiñ
apne-āp nahīñ kahte haiñ
jin un se kahlāte haiñ
ab apnī ā.ankhoñ se dekhā hai
kuchh logoñ par lafz aate haiñ
jo un ko bhagā.e phirte haiñ
vo jo kuchh bhī kahte haiñ
apne-āp nahīñ kahte haiñ
lafz un se kahlāte haiñ
bachpan mein buDhon se suna tha
kuchh logon par jin aate hain
jo un ko bhagae phirte hain
wo jo kuchh bhi kahte hain
apne-ap nahin kahte hain
jin un se kahlate hain
ab apni aaankhon se dekha hai
kuchh logon par lafz aate hain
jo un ko bhagae phirte hain
wo jo kuchh bhi kahte hain
apne-ap nahin kahte hain
lafz un se kahlate hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.