jism aur sae
shohrat aur izzat ke ziine par chaḌhte fankār
kā saaya zillat ke pātāl meñ utrā jaatā hai
rote shahroñ dehātoñ ko chhoḌ ke
choroñ kī muñDlī se mil kar
itrāte bal khāte ho
kabhī zarā tārīḳh kā ā.īna bhī dekho
dekho to kyā sharmāte ho
shohrat aur izzat ke zine par chaDhte fankar
ka saya zillat ke patal mein utra jata hai
rote shahron dehaton ko chhoD ke
choron ki munDli se mil kar
itraate bal khate ho
kabhi zara tariKH ka aaina bhi dekho
dekho to kya sharmate ho
- Book : naquush (Pg. 285)
- Edition : 1979
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.