Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jumud

MORE BYHayat Lakhnavi

    saroñ pe sadiyoñ dhuul oḌhe

    ham apne purkhoñ aabrū haiñ

    shu'ūr ehsās zaḳhm ghāteñ

    hamāre jismoñ lazzateñ haiñ

    hamārī parvāz

    ek mahdūd dā.ere meñ

    'ibādatoñ libās pahne

    na jaane kab se bhaTak rahī hai

    sadā.eñ mā'dūm ho ga.ī haiñ

    fazā.eñ maqsūm ho ga.ī haiñ

    zamīn chīḳhe

    falak pukāre

    magar jo hai vo vahī rahegā

    saron pe sadiyon ki dhul oDhe

    hum apne purkhon ki aabru hain

    shu'ur ehsas zaKHm ghaten

    hamare jismon ki lazzaten hain

    hamari parwaz

    ek mahdud daere mein

    'ibaadaton ka libas pahne

    na jaane kab se bhaTak rahi hai

    sadaen ma'dum ho gai hain

    fazaen maqsum ho gai hain

    zamin chiKHe

    falak pukare

    magar jo hai wo wahi rahega

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now