utrā thā mohabbat se
bātin ke añdhere meñ
tum hī ne magar us ko
na dost kabhī jaanā
raushan na kabhī maanā
ab Thokareñ khāte ho
bātin ke añdhere meñ
aur DhūñDte phirte ho
rif.at pe magar bahtā zulmāt kā dhārā hai
ma.adūm vo taarā hai
ye jurm tumhārā hai
utra tha mohabbat se
baatin ke andhere mein
tum hi ne magar us ko
na dost kabhi jaana
raushan na kabhi mana
ab Thokaren khate ho
baatin ke andhere mein
aur DhunDte phirte ho
rifat pe magar bahta zulmat ka dhaara hai
madum wo tara hai
ye jurm tumhaara hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.