Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaghaz ki nayya

Adil Hayat

kaghaz ki nayya

Adil Hayat

MORE BYAdil Hayat

    sun ai māñjhī sun le khevayyā

    kāġhaz hai merī nayyā

    har mushkil se laḌnā is ko

    aage aage baḌhnā is ko

    nayyā naanī ke gaañv

    ThanDī hai bargad chhāñv

    āñgan meñ tulsī lahrātī

    naanī shaam meñ battī jalātī

    ik nayyā paanī rishta

    ik merā naanī rishta

    nayyā pyārī lauT ke aanā

    naanī phir haal batānā

    sun ai manjhi sun le khewayya

    kaghaz ki hai meri nayya

    har mushkil se laDna is ko

    aage aage baDhna is ko

    ja nayya nani ke ganw

    ThanDi hai bargad ki chhanw

    aangan mein tulsi lahraati

    nani sham mein batti jalati

    ek nayya pani ka rishta

    ek mera nani ka rishta

    nayya pyari lauT ke aana

    nani ka phir haal batana

    Source :

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now