kaghazi hai pairahan
maiñ sochtā huuñ
ki
in kitāboñ ke har varaq par
ye kaisī tahrīr hai ki
jis ke
hurūf
lafzoñ kī qatl-gāh meñ
ma'ānī kī sar-barahna shamshīr ke liye muntazir khaḌe haiñ
ye saada rūheñ koī inheñ
kāġhazī se is pairahan ke badle
haqīqatoñ kā libās de de
koī to in ko vajūd baḳhshe
main sochta hun
ki
in kitabon ke har waraq par
ye kaisi tahrir hai ki
jis ke
huruf
lafzon ki qatl-gah mein
ma'ani ki sar-barahna shamshir ke liye muntazir khaDe hain
ye sada ruhen koi inhen
kaghazi se is pairahan ke badle
haqiqaton ka libas de de
koi to in ko wajud baKHshe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.