kabhi aisa bhi hota hai
kabhī tanhā.iyoñ ke sard jangal meñ
havā.eñ tez chaltī haiñ
koī bhūlā huā lamha
koī bichhḌī huī saa.at
koī parchhā.īñ mere paas se ho kar guzartī hai
kabhī aisā bhī hotā hai
ki barsoñ tak
koī mausam nahīñ aatā
vahī ik sūkhā dariyā
jism ke andar utartā hai
kabhi tanhaiyon ke sard jangal mein
hawaen tez chalti hain
koi bhula hua lamha
koi bichhDi hui saat
koi parchhain mere pas se ho kar guzarti hai
kabhi aisa bhi hota hai
ki barson tak
koi mausam nahin aata
wahi ek sukha dariya
jism ke andar utarta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.