kabhi kabhi
kabhī kabhī aisā lagtā hai
chāroñ jānib angāre haiñ
aur mujhe in angāroñ par
nange paañv hī chalnā hai
kabhī kabhī aisā lagtā hai
chhoḌ ga.e haiñ mere apne
aur maiñ tanhā biich saḌak par
sar pe dhuup kī chādar oḌhe
parchhā.īñ ko DhūñD rahā huuñ
kabhi kabhi aisa lagta hai
chaaron jaanib angare hain
aur mujhe in angaron par
nange panw hi chalna hai
kabhi kabhi aisa lagta hai
chhoD gae hain mere apne
aur main tanha bich saDak par
sar pe dhup ki chadar oDhe
parchhain ko DhunD raha hun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.