kahan hai shorida-sar musafir
vo jis kī āñkhoñ meñ rat-jagoñ kī basīrateñ haiñ
vo mish.al-e-jāñ se dasht kī zulmatoñ meñ
raste banā rahā hai
vo jis ke tan meñ hazāroñ meḳheñ gaḌī huī haiñ
kahāñ hai shorīda-sar musāfir
ki aaj ḳhalq us ko DhūñDtī hai
wo jis ki aankhon mein rat-jagon ki basiraten hain
wo mishal-e-jaan se dasht ki zulmaton mein
raste bana raha hai
wo jis ke tan mein hazaron meKHen gaDi hui hain
kahan hai shorida-sar musafir
ki aaj KHalq us ko DhunDti hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.