Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kahani hai ye battaKH ki

Mohammad Shafiuddin Nayyar

kahani hai ye battaKH ki

Mohammad Shafiuddin Nayyar

MORE BYMohammad Shafiuddin Nayyar

    kahānī hai ye bataḳh

    kiyā kartī thī jo keñ keñ

    vo battaḳh ban ga.ī bakrī

    to phir karne lagī meñ meñ

    vo bakrī ban ga.ī totā

    to vo raTne lagā Teñ Teñ

    ye totā ban gayā bheḌā

    to chillāne lagā bheñ bheñ

    ye bheḌā ban gayā charḳhā

    to vo chalne lagā reñ reñ

    ye charḳhā ban gayā baajā

    to vo bajne lagā peñ peñ

    ye baajā ban gayā bachcha

    to vo karne lagā cheñ cheñ

    kahānī hai ye battaḳh

    jo 'nayyar' is tarah badlī

    kahani hai ye bataKH ki

    kiya karti thi jo ken ken

    wo battaKH ban gai bakri

    to phir karne lagi mein mein

    wo bakri ban gai tota

    to wo raTne laga Ten Ten

    ye tota ban gaya bheDa

    to chillane laga bhen bhen

    ye bheDa ban gaya charKHa

    to wo chalne laga ren ren

    ye charKHa ban gaya baja

    to wo bajne laga pen pen

    ye baja ban gaya bachcha

    to wo karne laga chen chen

    kahani hai ye battaKH ki

    jo 'nayyar' is tarah badli

    Source :

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now