kahin chand aangan mein
raat kī reshmī rahguzāroñ pe
maddham sī aahaT
samā.at ke pyāse badan ko bhigone lagī hai
ragoñ meñ ajab raushnī bhar ga.ī hai
kahīñ chāñd āñgan meñ
hañste hue
narm nargis ke phūloñ pe lab rakh rahā hai
raat ki reshmi rahguzaron pe
maddham si aahaT
samaat ke pyase badan ko bhigone lagi hai
ragon mein ajab raushni bhar gai hai
kahin chand aangan mein
hanste hue
narm nargis ke phulon pe lab rakh raha hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.