kal kahin aisa na ho
mere lafz agar tumheñ sunā.ī nahīñ dete
to mujh par hañste kyoñ ho
aur mujhe patthar kyoñ mārte ho
kal kahīñ aisā na ho
ki samā.ateñ bahāl ho jaa.eñ
aur ye zaḳhm tumheñ taklīf pahuñchā.eñ
mere lafz agar tumhein sunai nahin dete
to mujh par hanste kyon ho
aur mujhe patthar kyon marte ho
kal kahin aisa na ho
ki samaaten bahaal ho jaen
aur ye zaKHm tumhein taklif pahunchaen
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.