kamal shabd
vo ākāsh par fāḳhta uḌ rahī hai
vahī hai vo ik fāḳhta hai
nahīñ ye to hai ik kabūtar
kabūtar hai ye vāqa.ī āsmāñ par
nahīñ ye to kavvā nazar aa rahā hai
bilā-shak hai kavvā bajā kah rahe ho
hañsī mat uḌaao ki mere liye to
parinda nahīñ thā
tumhāre kamal shabd ākāsh meñ uḌ rahe the
wo aakash par faKHta uD rahi hai
wahi hai wo ek faKHta hai
nahin ye to hai ek kabutar
kabutar hai ye waqai aasman par
nahin ye to kawwa nazar aa raha hai
bila-shak hai kawwa baja kah rahe ho
hansi mat uDao ki mere liye to
parinda nahin tha
tumhaare kamal shabd aakash mein uD rahe the
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.