Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kashf

MORE BYAli Akbar Abbas

    ghor-añdhere sahrāoñ meñ

    jab maiñ bhaTkā

    ik Tiile par chaḌh kar chīḳhā

    ḳhudā-yā!!

    ik sakte ke ba.ad javāban

    sattar baar

    apnī āvāz sunā.ī mujh ko

    ghor-andhere sahraon mein

    jab main bhaTka

    ek Tile par chaDh kar chiKHa

    KHuda-ya!!

    ek sakte ke baad jawaban

    sattar bar

    apni hi aawaz sunai di mujh ko

    Source :
    • Book : Ber Aab e Neel (Pg. 128)
    • Author : Ali Akbar Abbas
    • Publication : Maktaba e Fikr, Lahore (1978)
    • Edition : 1978
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now