kashmakash
chāroñ samt se tūfāñ umDeñ
aur maiñ akelā
tanhā jaan
dard kī rāhoñ meñ halkān
kyā karūñ jab apne hī par
apne pairoñ zamīñ pe aan dhañse hoñ
sochtā huuñ ab
paroñ se naata toḌ luuñ
yā
paañv yahīñ par chhoḌ duuñ
chaaron samt se tufan umDen
aur main akela
tanha jaan
dard ki rahon mein halkan
kya karun jab apne hi par
apne pairon zamin pe aan dhanse hon
sochta hun ab
paron se nata toD lun
ya
panw yahin par chhoD dun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.