katba
al-jaj.hanī āshuftagī āmādgī
raat bhar kaale savāloñ ke nagar meñ ghuum phir kar
sub.h apne aap meñ jo lauT aayā
ek bosīda imārat kā koī katba hai vo
aur ab
yūñhī apne aap meñ simTā huā rahtā hai vo
al-jajhani aashuftagi aamadgi
raat bhar kale sawalon ke nagar mein ghum phir kar
subh apne aap mein jo lauT aaya
ek bosida imarat ka koi katba hai wo
aur ab
yunhi apne aap mein simTa hua rahta hai wo
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.