katba
rāh-gīro chand lamhoñ ke liye
shahr-e-ḳhamoshāñ meñ Thahar kar
dekh lo katba dil-e-āshufta-sar kā
mausamoñ ke qahr se ye dard kā sarmad
shikasta-jāñ shikasta-hāl ho kar
hai darūn-e-ḳhāk yuuñ
sukh chain se soyā huā
aañkh ke dariyā meñ goyā
shauq hai Duubā huā
rah-giro chand lamhon ke liye
shahr-e-KHamoshan mein Thahar kar
dekh lo katba dil-e-ashufta-sar ka
mausamon ke qahr se ye dard ka sarmad
shikasta-jaan shikasta-haal ho kar
hai darun-e-KHak yun
sukh chain se soya hua
aankh ke dariya mein goya
shauq hai Duba hua
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.