Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHamosh shikwe

Anwari Begum

KHamosh shikwe

Anwari Begum

MORE BYAnwari Begum

    donoñ

    ḳhāmosh the

    kisī ne kisī se

    kuchh nahīñ kahā

    chehre

    lahroñ se begāna

    pur-sukūn the

    nazreñ

    āñkhoñ jhiil meñ

    ġhota-zan thiiñ

    magar

    dil ke dariyā meñ

    tūfānoñ

    shor thā

    donon

    KHamosh the

    kisi ne kisi se

    kuchh nahin kaha

    chehre

    lahron se begana

    pur-sukun the

    nazren

    aankhon ki jhil mein

    ghota-zan thin

    magar

    dil ke dariya mein

    tufanon ka

    shor tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now