KHamoshi se ek mukalima
ḳhāmoshī se pūchhā maiñ ne
kyuuñ aatī hai paas tū mere
āḳhir kyuuñ simTī rahtī hai
kyā rakkhā hai kyā miltā hai tujh ko yahāñ par
kuchh nahīñ bolī
chup sī rahī
aur duur talak phir phail ga.ī vo
KHamoshi se puchha main ne
kyun aati hai pas tu mere
aaKHir kyun simTi rahti hai
kya rakkha hai kya milta hai tujh ko yahan par
kuchh nahin boli
chup si rahi
aur dur talak phir phail gai wo
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.